Online Bollywood Karaoke on Google Play Store MeraGana Karaoke is available on Google play store. Bollywood Karaoke,Hindi Karaoke, Punjabi Karaoke online Get it from Google Play Store
MeraGana uses cookies for use of the site. By continuing to use our site, you accept our use of cookies. our Privacy Policy and Terms of Service.  
We added new tracks to our online Karaoke please visit Newsletter Archive  
Meragana
Close
MeraGana
Meragana Portal
Close
Play Song
HomeNew Delhi (1956)
HomeNew Delhi (1956)
MeraGana
Close
Search Karaoke Songs 
clear text      
0 1 2 3 4 5 6 7 8 9 A B C D E F G H I J K L M N O P Q R S T U V W X Y Z    Show All


ayeeee yaaann yaaann yaaaan yaaann yaaann yaaann yaaaan yaaann yaaann yaaann yaaaan yaaann yaaann yaaann yaaaan yaaann yaaann are bhai nikal ke aa ghar se are bhai nikal ke aa ghar se ayeeee eeeee eeee ayeeee eeeee eeee ayeeee eeeee eeee are bhai nikal ke aa ghar se aa ghar se are bhai nikal ke aa ghar se aa ghar se duniyaa ki raunak dekh phir se dekh le phir se duniyaa ki raunak dekh phir se dekh le phir se hoye are bhai nikal ke aa ghar se aa ghar se are bhai nikal ke aa ghar se aa ghar se kem unghe chhe bhai ghanshyam ji o kem unghe chhe bhai ghanshyam ji hooooo oooo ooo ooo oooo duniyaa badal gayi pyaare aage nikal gayi pyaare are duniyaa badal gayi pyaare aage nikal gayi pyaare andhe kunwe mein chhup ke kyun baitha hua hai mann maare are bhai nikal ke aa ghar se aa ghar se duniyaa ki raunak dekh phir se dekh le phir se are bhai nikal ke aa ghar se aa ghar se tula bheeti hee kasli vaat te re tula bheeti hee kasli vaat te hooooo oooo ooo ooo oooo paani ko tel ko
koi mere sapnon mein aaya dheere dheere mann mein samaaya ho ye na puchho phir kya hua ho phir hmm hmm hmm hmm koi mere sapnon mein aaya dheere dheere mann mein samaaya ho ye na puchho phir kya hua ho phir hmm hmm hmm hmm phoolon ne sindoor chhidka phoolon ne sindoor chhidka mausam ka dil aaj dhadka mausam ka dil aaj dhadka chhalke bahaaron se masti chhalke bahaaron se masti jaadu hai unki nazar ka koi mere sapnon mein aaya dheere dheere mann mein samaaya ho ye na puchho phir kya hua ho phir hmm hmm hmm hmm naina miley kho gayi main naina miley kho gayi main baalam ki ab ho gayi main baalam ki ab ho gayi main sapnon ki rimjhim na puchho sapnon ki rimjhim na puchho madhosh ho so gayi main koi mere sapnon mein aaya dheere dheere mann mein samaaya ho ye na puchho phir kya hua ho phir hmm hmm hmm hmm koi mere sapnon mein aaya dheere dheere mann mein samaaya ho ye na puchho phir kya hua ho phir hmm hmm hmm hmm
milte hi nazar milte hi nazar aap mere dil mein aa gaye afsos hai afsos hai ki aap bhi mushkil mein aa gaye milte hi nazar haye milte hi nazar hoye milte hi nazar milte hi nazar aap mere dil mein aa gaye milte hi nazar aap mere dil mein aa gaye hooo ho dil ke kahne pe badhte gaye ye kadam kya khabar thi dagar bhool jayenge hum dil ke kahne pe badhte gaye ye kadam kya khabar thi dagar bhool jayenge hum bhool jayenge hum jaate the kahin jaate the kahin aur kahin aur aa gaye milte hi nazar haye milte hi nazar hoye milte hi nazar milte hi nazar aap mere dil mein aa gaye ho oo nain jadu bhare muskarate gaye muskarate gaye dil churate gaye ho oo nain jadu bhare muskarate gaye muskarate gaye dil churate gaye shikwa jo kiya shikwa jo kiya hans ke hansi mein uda gaye milte hi nazar haye milte hi nazar ho oo ho milte hi nazar milte hi nazar aap mere dil mein aa gaye oo ho jaise aaye the hum to chale jayenge dil bhi rakh lijiye oo ho jaise aaye the hum to chale jayenge dil
murliiiiiiiii murli bairan bhayi ho kanhaiya tori murli bairan bhayi kanhaiya tori murli bairan bhayi murli bairan bhayi ho kanhaiya tori murli bairan bhayi kanhaiya tori murli bairan bhayi baanwariiii baanwari main ban gayi re kanhaiya tori murli bairan bhayi kanhaiya tori murli bairan bhayi vrindraban ki kunj gali mein raadha gayi dil haar vrindraban ki kunj gali mein raadha gayi dil haar ab ankhiyan ki mast gali mein ab ankhiyan ki mast gali mein chhaliya phire baar baar sautan mere mann ko har gayi re kanhaiya tori murli bairan bhayi kanhaiya tori murli bairan bhayi murli bairan bhayi ho kanhaiya tori murli bairan bhayi kanhaiya tori murli bairan bhayi pyaar jata ke tann mann loota pichhe pada beimaan pyaar jata ke tann mann loota pichhe pada beimaan jamuna tatt par le gaya natkhat jamuna tatt par le gaya natkhat madhur sunayi taan jigar ke paar utar gayi re kanhaiya tori murli bairan bhayi kanhaiya tori murli bairan bhayi murli bairan bhayi ho kanhaiya tori
nakhrewaali nakhrewaali nakhrewaali dekhne mein dekh lo hai kaisi bholi bhali ajnabi ye chhoriyaan dil pe daalein doriyaan ajnabi ye chhoriyaan dil pe daalein doriyaan mann ki kaali wo to koi aur thi jo aankhon se samaa gayee dil mein didali aee doodlu au didali aee didali aee doodlu au didali aee be reham be wafaa apnaa kuchh ataa pataa bataa to de o be reham be kali be kasi kuchh to kum ho phir se muskuraa to de o be reham wo to koi aur thi jo aankhon se samaa gayee dil mein didali aee doodlu au didali aee didali aee doodlu au didali aee didali aee doodlu au didali aee didali aee doodlu au didali aee
tum sang preet lagayi rasiya maine jaan ke jaan ganwayi rasiya oo haye main mar gayi bedardi tere pyaar mein tum sang preet lagayi rasiya maine jaan ke jaan ganwayi rasiya oo haye main mar gayi bedardi tere pyaar mein gori gori raat ke gore gore chand ki tujhko kasam raaja laut ke aaja oye pehle milan ki rang bhari shaam ko kaise bhulaun sainya tu hi bata ja oye mausam ne li angdaayi rasiya maine jaan ke jaan ganwayi rasiya oo haye main mar gayi oo soniya tere pyaar mein tum sang preet lagayi rasiya maine jaan ke jaan ganwayi rasiya oo haye main mar gayi bedardi tere pyaar mein jhilmil taare karen jab ishare aadhi raat ko jaage jaage sajna yaad karun teri har baat ko tab se neend na aayi rasiya maine jaan ke jaan ganwayi rasiya oo haye main mar gayi oo chan ve tere pyaar mein tum sang preet lagayi rasiya maine jaan ke jaan ganwayi rasiya oo haye main mar gayi bedardi tere pyaar mein
aaaa aaaa aaaaa aaaa aaaa aaaa zindagi bahaar hai mohabbat ki bahaar se zindagi bahaar hai mohabbat ki bahaar se dil se dil ko pyaar hai phir kyun darna sansaar se dil se dil ko pyaar hai phir kyun darna sansaar se main gumsum tum bhi chup the main gumsum tum bhi chup the par aankhon ne sab keh daala aaaaa mere pyaar ne pehni varmaala mere pyaar ne pehni varmaala dil se dil ko pyaar hai phir kyun darna sansaar se dil se dil ko pyaar hai phir kyun darna sansaar se main naachun mera mann naache main naachun mera mann naache mere sang sang saara jag naache aaaa aaaa masti jhoom khushi ki dhun baaje masti jhoom khushi ki dhun baaje dil se dil ko pyaar hai phir kyun darna sansaar se dil se dil ko pyaar hai phir kyun darna sansaar se
  Songs Title Sort Song Title Ascending Sort Song Title Descending Film/Album Sort Album Name Ascending Sort Album Name Descending Duration Song Number  

Are Bhai Nikal Ke Aa New Delhi (1956) 03:46 13873
 
Poster of New Delhi (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 03:46   Song Number : 13873   

Koi Mere Sapnon Mein New Delhi (1956) 03:20 13872
 
Poster of New Delhi (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:20   Song Number : 13872   

Milte Hi Nazar New Delhi (1956) 03:44 36407
 
Poster of New Delhi (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar, Vyjayantimala
Duration : 03:44   Song Number : 36407   

Murli Bairan Bhayi New Delhi (1956) 05:05 13874
 
Poster of New Delhi (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Hasrat Jaipuri
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Raag- 
Pilu
Taal- 
Dadra Tal
Duration : 05:05   Song Number : 13874   

Nakhrewali New Delhi (1956) 02:59 21028
 
Poster of New Delhi (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Kishore Kumar
On Screen Actors- 
Kishore Kumar
Duration : 02:59   Song Number : 21028   

Tum Sang Preet Lagayi Rasiya New Delhi (1956) 03:54 13656
 
Poster of New Delhi (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1956
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
On Screen Actors- 
Vyjayanthimala
Duration : 03:54   Song Number : 13656   

Zindagi Bahaar Hai New Delhi (1956) 02:00 40431
 
Poster of New Delhi (1956)
 
Category
Hindi Film
Year- 
1984
Lyricist
Shailendra
Music Director- 
Shankar Jaikishan
Singer- 
Lata Mangeshkar
Duration : 02:00   Song Number : 40431